Tuesday, 29 March 2016

DARD

❥❥❥═════❥❥❥═════❥❥❥
Khushion se naraz hai meri zindagi
Pyar ki mohtaz hai meri zindagi
Has leta hoon logon ko dikhane ke liye
Varna dard ki kitaab hai meri zindagi….
❥❥❥═════❥❥❥═════❥❥❥


Saturday, 26 March 2016

pyaari

~Khushiyon ka ek sansaar leke ayenge,~♥~
~♥~patjhar mei bhi bahar leke ayenge,~♥~
~♥~jab bhi pukaroge pyar se hame,~♥~
~♥~maut se bhi saansen udhar leke ayege~



Saturday, 19 March 2016

PYAR

#NA_TAAJ_CHAHIYE__NA_TAKHT_CHAHIYE . TERA PYAAR CHAHIYE "" HAR WAQT CHAHIYE